Aap ko kesay pata chalay k yeh mohabbat hay??????

Jab aap kisi k leay khod ko bholnay lago,
Jab aap jetay g kisi k leay mernay lago,
Jab aap ko kisi ka sath achha na lagay uss k seva,
Jab aap her her lamha uss k sath guzarna chahoo jo iss waqt aap k sath nahee,
Jab aap ko neend na aaey,
Jab aap ko bhook na lagay,
Jab aap ka dil udas hoo or asay main wo sirf uss ko yaar keray,
Jab aap ka bila wajha ronay ka dil chahay,
Jab zindagi say rang dore hojain,
Jab kisi or ko mohabbat kertay dakh ker aap ka uss say milnay ka dil chahay,
Jab uss key yaad unexpacted time per aaey,
Jab aap uss k had say ziada kareeb hoo or uss key aap ko khaber na hoo,
Jab aap ka dil uss k samnay zoor zoor say dharaknay lagay,
Jab aap kay hath garmee main bhee thanday hojain,
Jab aap ko uss ka koi letter ya koi sms ya koi mail milay tho aap usay baar baar parhoo,
Jab aap ko uss key koi asee baat bila wajha yaad aaey k aap ka uss say dobara milnay ka ya baat kernay ka dil chahay,
Jab aap apnay hosh main na rahoo or bila wajha kisi ko jherakh doo,
Jab aap sotay sotay uss ka naam loo,
Jab aap jagtee ankhoon say bhee khowab daykhoo,
Jab aap sonay k leay laytoo tho uss key yaad aaey,
Jab aap ankhain band keroo tho uss ka chehra samnay aaey,
Jab uss key ghaltee bhee sahee lagay,
Jab uss ko daktay hee aap kay chehray per muskurahat aajaey,
Jab samender k kenaray bath ker aap rate per kuch sonchay bina hee uss ka naam likhoo,
Jab neheroon k shore main aap ko uss key aawaz key gonje sunaee day,
Jab andharay main uss ka saya dikhayee day,
Jab wo rothay toh lagay k aap say jesay Khuda roth gaya,
Jab kaheen havaoon main uss key kuchboo aaey,
Jab aap baar baar uss jagha ko yaar keroo jahaan aap akhree baar uss say millay thay,
Jab her baat main aap ko uss key pasan na pasand yaad aaey,
Or uss key her yaad aap kay dil ko choo jaey,
Jab aap uss say baat kernay k bahanay dhondoo or jab wo samnay aaey tho sonchoo k kia boloon,
Jab ager uss ko koi kuch bolay tho wo baat aap per aser keray,
Jab aap uss ka her dard apnay ander mehsoos keroo,
Jab ager aap uss ko kuch ghalat keh doo tho aap ka dil her waqt uss baat key malamat keray,
Jab aap yeh sab parhoo tab aap k dil main jsi ka khayal aaey,
Tab aap ka pyar lafzoon ka mohtaj nahee ,
Ab aap samajh jaoo k aap ko kis say mohabbat hay..
Best Of LucK
ASRA